Pages

Saturday, August 4, 2012

boondein

aj barsa hai paani uss gagan se jo kabhi barsta tha mere inn naino se

Friday, August 3, 2012

"moonde hue thi apni inn naino ko ki shayad
 tasavur mein b hogi teri aj parchai kuch dhundhali si
 fir na jane kyun khol kar dekh liya teri ek jhalak pane ko"

Friday, June 22, 2012

Ruthe ho yun

"Aj humse ruthe hain sanam yun iss kadar ..
ki parda kia hai unhone hamare har ehsas par...

ayega ek din aisa bhi jab dekhne hume hongi unki aankhein nummm...
aur parda kia hoga humne apna chehra uss janase par"

Muquadar ka khel

Kisi ko kisi se milne ki aas nahi hoti
kisi ko kisi se chahne ki talaash nahi hoti
yeh toh khel hai sirf uss muquadar ka
warna kisi ko kisi se bechadne ke liye yun hi mulaqat nahi hoti

Tuesday, June 19, 2012

Tumse milne ki chah mein

Tumse milne ki chah mein har uss raste se guzare.....
jisme dekhte the tumhari hi saaye ko hum doobte hue

Naa jaane kis andhere mein the tum chupe hue
ki apne hi asshiyaane mein dikh na sake...

tarasti gayi aakhein aur bheegte gaye yeh palake
na jaane kahan tha tumhara ehsaas hume uss waqt mein sambhalane ke liye

Sunday, May 27, 2012

ज़र्रा ज़र्रा महकता था तेरी एक  ज्हंकार  से 
सदियाँ बीत गई  अब तो तेरे एक  दीदार से 

रात की चांदनी भी छीन  गई है उन हसीन  तारों से 
की सूरज  भी छिप जाता है उन बादलो के साये में 

कभी तो दिखती हो तुम हमारी उस  तसवुर में 
और कभी तोह गूंजती है तुम्हारी मुस्कान हमारी उन कानों में 

भरी उदासी में तेरा चेहरा देता हमको एक सुकून अपने उस आशियाने में 
तभी तो छलक  रहा है जाम  हमारे उस  पैमाने से 

Tuesday, September 20, 2011

Bhula na Sake...

"Dukh ke saaye itne ho ki gam ko kabhi bhula na sake.......
aur aankhon mein tumhari tasveer yun basi ho ki chah kar bhi tumhe bhula na sake.........."