"musafir hai hum iss jahan ke...
chal padenge uss rah par apna kafila leke...
manzil mil b gayi toh kya gam hai yaaron...
hawa behti nahi hai koi kinara dekh ke..."
Wednesday, May 18, 2011
Wednesday, February 2, 2011
"Goonj Uthi jab shahnayi Unki Nikaah ki...
toh chalak gaye yeh aansun moti ban ke...
tab iss naadan dil ne pucha ki....
Kyun hai namm yeh annkhein teri uss begaane ke liye..
jisne samjha na tujhe aapna banane ke liye....
Moti bane aansun bole "ki banjara hun iss duniya mein....dhundta hun manzil unn aakhon mein ....jo chalke nahin jab tu rota tha Ae Dil......
aj barsa hun jab tujhme nahin ab himmat aur tadapne ke liye"
Wednesday, January 5, 2011
Yaad aate hai wo pal...
unn Pallon ko simte bethe the..
ki fursat mein mehsoos karenge unka saath....
aaj jab karne lage unn yaadon ko yaad .....
toh chalak pade yeh aasun aur.......
beh gaye wo pal unn paani ke boodon ke sath.....
ki fursat mein mehsoos karenge unka saath....
aaj jab karne lage unn yaadon ko yaad .....
toh chalak pade yeh aasun aur.......
beh gaye wo pal unn paani ke boodon ke sath.....
Thursday, December 2, 2010
Khone ke Gam mein......
"aaj tum bhi chup ho hum bhi chup hai..
........thami hui hai yeh duniya saari,
khone ke gam mein yun chal pade hai un raahon par.......
........ki chuth gayi hai duniya saari,
unke intezaar mein katate hai yeh pal.......
........yaad ati hai har pal tumhari.
dil hai bechain yeh jan kar ki lautoge nahin ab tum......
........fir bhi thaame hai yeh dorr umeed mein tumhari"
Wednesday, November 10, 2010
Muskurahat...
"Unki muskurahat ke saaye mein yun toh saare gam bhool gaye
Par tha yeh dard itna sa ki unki muskaan ki wajah bante bante reh gaye"
Muskurahat...
"Unki muskurahat ke saaye mein yun toh saare gam bhool gaye
Par tha yeh dard itna sa ki unki muskaan ki wajah bante bante reh gaye"
Monday, October 4, 2010
Kurbaniyaannn....
aj khuda se pucha humne
ki kyun karta hai bemaniyan
kisi ko deta hai sab
toh kisi ko deta hai kurbaniyaan
Subscribe to:
Posts (Atom)